Love Hindi SMS in 140 words
Phool bankar muskarana zindagi,
muskarake gum bhulana zindagi,
jeet kar koi khush ho to kya hua,
haar kar khushiya manana bhi zindagi...
Hindi SMS in 140 words
Lamhe ye suhane saath ho na ho, kal me aaj jaisi koi baat ho na ho, aapka pyar hamesha is dil mei rahega, chahe poori umar mulaqat ho na ho..
Friendship Hindi SMS in 140 words
Na chaho kisi ko itna ki chahat aapki majburi ban
jaye,
chaho kisi ko itna aapka pyaar uske liye jaruri ban
jaye
Funny Hindi SMS in 140 words
Jise koyal samjhe, woh kauwa nikla. Dosti ke naam par hauwa nikla. Jo roka karte they humein sharab peene se, aaj unki jeb se pauwa nikla.
Comedy Hindi SMS in 140 words
Kripya Dhyaan De,
.
.
.
.
.
.
.
Dhyaan dene k liye Shukriya!
Teacher: Agar apna character sudharna hai to sab auraton ko MAA kaha karo.
Student: Madam is se mera character to theek rahega, par mere baap ka bigad jayega.
Kabhi hausla bhi azma lena chahiye,
Bure waqt me muskura lena chahiye,
Agar 7ve din bhi khujli na mite to 8ve din naha lena chahiye..!!!
Pyar to humein bhi karna tha, par kuch khaas nahi hua. Tajmahal to humein bhi banana tha..
par afsoos ke....
loan pass nahi hua...
Jija: Sali ji, aapke yahan ki sabse mash-hoor cheez kaunsi hai?
Sali: Jija ji, jo mash-hoor thi, usey to aap le gaye!

No comments:
Post a Comment